SILIGURI (DAY 3- DAY 4)
Pakora celebration ke baad,
Jab masti mein tha sabka haath,
Fir suddenly yaad aaya,
Bhakti n Sukrut k jaane ka waqt aaya.
Swap gaya un dono k saath hotel wapas,
Anu, me and Ashish ne phir kia photo-session shuru,
And when it ended and we were departing for Hotel,
Animesh Sir ne kia gate par offer hum sabko Sattu.
Tasty n yummy ekdum,
Besan ka mast tha swaad,
Phir ek hi baat nikli,
Siliguri mehmaan-nawaazi ki kya baat.
Hotel aaye fir,
Bhakti Sukrut thhe jaane ko taiyaar,
Then we decided,
Dono ko Hotel gate tak see-off toh karo yaar.
Ek hi baat yaad aayi,
Kal yahaan se baaki sabki vidaayi,
Miss karenge ek-ek pal,
Yaad aayenge wo kal.
Fir Sarabjit ka wo Hotel aana,
Thodi der usse poore din ki gappe ladaana,
Uske wahaan hone k baawajood,
Poora din usko fir se sunaana.
Fir sabka dinner pe jaana,
Rahul Sir ka message aana,
Hope you all have reached safely,
And hamara call karke bataana-Hummko kal hai jaana.
Kuch der baad sabka,
Hotel laut kar aana,
Sarabjit ka apne ghar ko jaana,
Yaad aata hai dosto k saath har pal ka fasaana.
Raat ko sone se pehle,
Packing ko revise kar jaana,
Kya kya laaye thhe saath,
And kya extra hai leke jaana.
Trophy certificates and apne samaan ke saath,
Meethi yaadon ko pockets mein tha bharna,
Photographs click jo ki itni,
Unhi memories ko taazi n tha preserved rakhna.
6th morning ko uthke,
Sab thhe chalne ko taiyyaar,
Jo pal bitaaye sabne saath,
Wo ab yaad aa rahe thhe baar-baar.
Wo naye friends,
Puraane dosto ka dobara milna,
Stage se presentation deke utarne par,
Khushal ka kehna-Behna tujhko hai prize zaroor milna.
Wo cultural evening ki masti,
Wo sattu n kalakand tasty,
Har Pal jab chaaron ko yaad aayi,
Baar-Baar Ghaziabad Convention ki bhi wo kashti.
Tickets checked,
Packing done,
Cab arranged,
Jaane ka nahi tha mann.
But then we are to depart,
With siliguri in our heart,
For the awesome treatment received,
And dosti, which no else can beat.
Tab suddenly ek surprise mila,
Manish Sir jaa rahe thhe Guwahati,
Pataa fir ek aur khabar mili,
Same flight par thhe wo hamare saathi.
Aage peechhe caro ka caaravan,
Chalaa tha jaa raha,
Siliguri ki hassen vaadiyon,
Mein thhe pal chhode jaa raha.
Airport par Boarding pass lekar,
Pahuche hum Boarding gate ke saamne,
Dekhi public aage jami hui thi,
Jaise kisi VIP ki aahatein.
Hum kahaan kum,
Pahuche dekhne ekdum,
CM Didi West Bengal,
Mamta Banerjee n public overall.
Fir main chillayi, Swapnil chillaya,
Madam CA Students hain hum,
kinaare kar baaki logo ko,
boli wo-aapke saath photo khichwaaenge hum.
Felt very happy we all,
CA Professional ki reputation and dhamaal,
Chief Minister ki yeh humare course ki ore respect,
Hum bachcho ko paas bulaane se pehle, bilkul naa kia suspect/inspect.
Inse bade VIP k saath,
Photo hamaari aaj ki thi baaki,
Khichwaa li jaldi Manish Sir ke saath tab,
Kahin Boarding announce naa ho jaaye taaki.
Jaldi Jaldi uploaded the pictures,
And then a short treat session triggers,
Coke, Pizza, Pastry with all,
Celebration ka bas ban gayaa mahaul.
Ab jo hui Boarding ki announcement,
Jaane ki aa gayi thi baari,
Ab thi is trip mein last karni,
Hum chaaro dosto ne aakhri sawaari.
Delhi tak ke raste tak,
Ki fir se masti dher saari,
Kyunki bichhadna tha dosto se,
Ab door honi thi kaafile ki ek daali pyaari.
Delhi Airport again,
Pahuch gaye hum sab,
Yaad karte karte,
Jo pal saath bitaaye thhe ab.
Miss you all !!!
Jab masti mein tha sabka haath,
Fir suddenly yaad aaya,
Bhakti n Sukrut k jaane ka waqt aaya.
Swap gaya un dono k saath hotel wapas,
Anu, me and Ashish ne phir kia photo-session shuru,
And when it ended and we were departing for Hotel,
Animesh Sir ne kia gate par offer hum sabko Sattu.
Tasty n yummy ekdum,
Besan ka mast tha swaad,
Phir ek hi baat nikli,
Siliguri mehmaan-nawaazi ki kya baat.
Hotel aaye fir,
Bhakti Sukrut thhe jaane ko taiyaar,
Then we decided,
Dono ko Hotel gate tak see-off toh karo yaar.
Ek hi baat yaad aayi,
Kal yahaan se baaki sabki vidaayi,
Miss karenge ek-ek pal,
Yaad aayenge wo kal.
Fir Sarabjit ka wo Hotel aana,
Thodi der usse poore din ki gappe ladaana,
Uske wahaan hone k baawajood,
Poora din usko fir se sunaana.
Fir sabka dinner pe jaana,
Rahul Sir ka message aana,
Hope you all have reached safely,
And hamara call karke bataana-Hummko kal hai jaana.
Kuch der baad sabka,
Hotel laut kar aana,
Sarabjit ka apne ghar ko jaana,
Yaad aata hai dosto k saath har pal ka fasaana.
Raat ko sone se pehle,
Packing ko revise kar jaana,
Kya kya laaye thhe saath,
And kya extra hai leke jaana.
Trophy certificates and apne samaan ke saath,
Meethi yaadon ko pockets mein tha bharna,
Photographs click jo ki itni,
Unhi memories ko taazi n tha preserved rakhna.
6th morning ko uthke,
Sab thhe chalne ko taiyyaar,
Jo pal bitaaye sabne saath,
Wo ab yaad aa rahe thhe baar-baar.
Wo naye friends,
Puraane dosto ka dobara milna,
Stage se presentation deke utarne par,
Khushal ka kehna-Behna tujhko hai prize zaroor milna.
Wo cultural evening ki masti,
Wo sattu n kalakand tasty,
Har Pal jab chaaron ko yaad aayi,
Baar-Baar Ghaziabad Convention ki bhi wo kashti.
Tickets checked,
Packing done,
Cab arranged,
Jaane ka nahi tha mann.
But then we are to depart,
With siliguri in our heart,
For the awesome treatment received,
And dosti, which no else can beat.
Tab suddenly ek surprise mila,
Manish Sir jaa rahe thhe Guwahati,
Pataa fir ek aur khabar mili,
Same flight par thhe wo hamare saathi.
Aage peechhe caro ka caaravan,
Chalaa tha jaa raha,
Siliguri ki hassen vaadiyon,
Mein thhe pal chhode jaa raha.
Airport par Boarding pass lekar,
Pahuche hum Boarding gate ke saamne,
Dekhi public aage jami hui thi,
Jaise kisi VIP ki aahatein.
Hum kahaan kum,
Pahuche dekhne ekdum,
CM Didi West Bengal,
Mamta Banerjee n public overall.
Fir main chillayi, Swapnil chillaya,
Madam CA Students hain hum,
kinaare kar baaki logo ko,
boli wo-aapke saath photo khichwaaenge hum.
Felt very happy we all,
CA Professional ki reputation and dhamaal,
Chief Minister ki yeh humare course ki ore respect,
Hum bachcho ko paas bulaane se pehle, bilkul naa kia suspect/inspect.
Inse bade VIP k saath,
Photo hamaari aaj ki thi baaki,
Khichwaa li jaldi Manish Sir ke saath tab,
Kahin Boarding announce naa ho jaaye taaki.
Jaldi Jaldi uploaded the pictures,
And then a short treat session triggers,
Coke, Pizza, Pastry with all,
Celebration ka bas ban gayaa mahaul.
Ab jo hui Boarding ki announcement,
Jaane ki aa gayi thi baari,
Ab thi is trip mein last karni,
Hum chaaro dosto ne aakhri sawaari.
Delhi tak ke raste tak,
Ki fir se masti dher saari,
Kyunki bichhadna tha dosto se,
Ab door honi thi kaafile ki ek daali pyaari.
Delhi Airport again,
Pahuch gaye hum sab,
Yaad karte karte,
Jo pal saath bitaaye thhe ab.
Miss you all !!!
2 comments:
Post a Comment